Forex ki urdu maloomat



Forex Maloomat

Ye stock exchange se milta julta kaam hai jis ma ap Gold ,Silver, Currency aur Oil wagara ki khareedo farokht kar sakta haan. Ya kaam aap apne ghr sa kr sakta hain. Hum apke computer me apna ek software dal data hain jis k zariyen ap khareedo farokht kr sakte han.

Kareedo farokt ka darmyan jo bachat hoti ha wohee aap ka profit, hota ha. Forex exchange ma hum aap ka naam ka account open karwa date han. Agar apke account me 20,000 ki rakam majood ho. To ap maximum 10 lac ki kharedari kr sakte hai . Is tarah sa aap ki pori rakam b block nai hoti or aap zida pasoon ka karobar kar sakta han. Ager 1 rupee munafa bhi ho to ziada buying ki waja se zida munfa ho jata ha wo b mahdood sarmay ka sath.

Din me kai martaba khareedo farokht ki ja sakti ha. Buying or selling bohat aasan ha, hamara software pa doo button bana hota han BUY and SELL ka, aap un pa just click kar ka 3 sec ka ander khared-o-farokht kr sakta han or Munafa fori tor pa aap ka account ma aa jata ha.

Investment kitni krni hoti hai?

Ager aap khood karaan to $100 (11 hazar rupee) sa or ager aap account ko manage karwaeen to $5000 USD sa

Kia online apna account open kr sakty hai?

Apna account open karna ka lya yahan click karan

Munafa kitna hota hai?

Ager aap khood kaam kar ra han or trading experience 3 sal sa kum ha to nuksan ka chance ziada han. Ager hum sa karwa ra han to maloomat ka lya yahan click kareen.

Account oppening k documents kia required hai?

ID card ki copy + koi b bill jo ap ka naam pa aata ho.

Spread kitna hai?

EUR/USD me 0.1pip sa 0.6 pips ka spread hota ha.

kya forex leagal ha Pakistan ma?

Pakistan ma forex trading ho ri ha. Stock exchange Islamabad ki buliding me kafi companies karwa ri ha. Leagal companies ka sath trading krna leagal ha. Hum Fxprimus sa trading karwa ra han jo ka is kaam ka licence rakta han.

kya forex Halal ha Islam ma?

Is swaal ka lya aap ko kisi aalim-a-deen sa milna chya. Jahan tak FxRupee na information lee ha uss ma ulmaa sa Halal hona ki daleel mili ha. Currency kareedna or bachna ka bara ma News paper ki information or iss information ki kareeb ki pic Zoom in. Ya Rawalpindi/Islamabad ka fatwa center ka card, aap is pa kisi aalim sa be apni tasalli kar laan.